Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Tuesday, November 10, 2009

kala jado ka permenent elajh kesa kiya jahe


As salamu allaiqum

kala jado tona ka kesa permenent elajh kiya jahe jab k jadogar picha lag gaya ho ahsa logo ka elajh assan hota ha jinn per kisi na kuch taveez karva deya ho to un logo ka elajh ba assani se ho jata ha laken agar kisi ka khandan main bakaheda kohi jado tona ka mahir jadogar ho jis ka pass shaitani kuwateen jinnat ho to phir unse mokabla karna mushkel or waquat lagta ha agar kisi ka picha paka jadogar lag jahe jo us per bar bar jado kareen to wo in tareko ko ikhtayaar kareen
no 1 buzurg is kam ko karna main buzurg sab se best ha buzurg ki taquat bohat hote ha yaha tak k buzurgo se jadogar or us ka jinnat darte ha or phir unki baat mana ko taiyaar ho jate ha begar lare jagre main awal darja ka buzurgo ki baat kar raha ho jo bohat he nafees , pak saaf jin ka rodba walio main se ho jo kutbol katab ho jo buzurgana den ho ahsa buzurg bohat he mushkel se milta ha awal to in ko doonda jahe to be nahi milta ya phir in ka khadin in se molakat nahi karna deta q k yeah log duniya dare main nahi hote apna zada se zada waquat perhaz gare ibadat or rozo main gozarte ha yeah buzurg allah ka kurb hasil karte ha or jis kisi ka liya be dua k liya hath othate ha to in ki dua kabool hote ha or agar jis kisi ko ghosa ki nazar se deak la to wo tabah ho jata ha yeah awal darja ka buzurg hote ha in buzurgo ka liya dunia ki kohi ahmiyat nahi hote agar ahsa buzurgo se elajh karaya jahe to kam bohat jald ho jata ha q k yeah buzurg jadogar ka jinno ka badshah ko pakarva kar apna pass bola leta ha or us ko hukum deta ha ka apni fojh ko bolo ka yeah jado karvana band kare is victum per to wo badshah unki baat manta ha or apna lashkar ko hukum deta ha ka is ki jan chordo victum ki or buzurg badshah se vada leta ha k vada karo k ahinda is victum ko kabe tang nahi karo ga to jinno ka badshah buzurg se vada karta or ahinda tang na karna ki yaqeen dehani delata ha unko ahsa victum ki jan jaldy chot jate ha laken ahsa buzurg bohat he mushkel se milta ha
no 2 buzurg ki category main buzurg ka mazar ha yani darga per ja kar buzurg se madat talab ki jate ha yeah kam victum khod be ja ka kar sakta ha laken is kam main akeda hona chaheya k buzurg madat kareen ga abb is kam ko karna se pehla chand cheeze batana chaho ga buzurg Allah pak ki ebadat karte ha is main kohi shak nahi laken wo apna intakal se pehla apna jinnat , mokelat , alam arah ki cheeze , or alam burzak ka logo ki duty laga kar jate ha ka mera mazar per jo kohi ahe to us ki hajat pore karna to buzurg ka intakal ka baad unki cheeze logo ki madat karte ha ahsa bohat kam karte ha buzurg is kam k liya. kabe kabe buzurg khod madat karte ha jinn ka mazar hota ha wo khod nazar ate ha victum ko . abb victum ko chaheya ka wo ahsa buzurg k mazar doonda jidar se faiz am jare ho yani log ko darga per hazre dana main faida hota ho or wo morad pate mazar ko doonda main logo se maloom kareen for example ahsa mazar best ha jider jinn bhoot khod victum main mazar per jana se hazir hote ho or mazar walay log us jinn ki petahe karte ha to samajh lay k ahsa mazar se faiz am logo ka liya jare ha phir mazar per ja kar fateha den chadar charahe or Allah pak se dua kareen apna liya kuch time main victum ka kam automatcially mazar per shoro ho jahe ga agar victum k under kohi jinn ghosa howa hoga to wo buzurgo k log us jinn ko phir saket tareka se marte ha wo itna marte ha ka jinn ki halat bore ho jate u samajh la ka jinn ki hadi pasli sab toot jate ha phir jinn mafe mangta ha to buzurg ka log us ki jan ko chorte ha or vada leta ha k ahinda tang nahi karo ga jinn vada kar ka chalay jata ha jab jinn vada kar k jadogar ka pass wapious jata ha to buzurg ka logo na jitni petahe ki hote ha wo jinn apna jadogar ko us se zada marta ha or wo is liya marta ha ka tuna mujha bejha tha victum ka pass tang karna ka liya abb deak buzurg ka logo na mera kya hall kiya ahinda mujha mat bejh na laken phir jadogar dosare jinno ko bejhta ha victum ko takleef dena ka liya q k jadogar ka pass hazaro jinn hote ha or yeah sil sila lamba chalta ha elajh ka takrebon 5 se 10 sal tak .

mazar se madat talab karna jahiz ha app wali se madat talab kar sakta ha is mah kohi shirk wa kufur nahi ha
listin mufti fatwa
http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=10706
mazar pe ja kar dua mang na jahiz ha is main kohi kufur or kohi shirk nahi ha
listin mufti fatwa

http://mufti.faizaneattar.net/Search.php?search=10938
is video ko deakha ka mazar se kesa jinn jado ka elajh kiya jata ha





no 3 self treatment ka ha tareka is tareka main bohat mehnat ha k jadogar bar bar jado karta rehat aha or takrebon roz he karta ha jado to us ka jado ko roz roz kaat na perta ha yeah ake mushkel or mehnat kash kam ha roz jadogar ka amal ki tadat se zada parahe karni parte ha victum ko to ja kar roz k roz jado kaat ta ha or parahe ka sath sath dosare kam be karna perta ha ba wazu rehna hota ha 5 waquat ki namaz parni hote ha sobah fajir ka okat mah jaldy othna hota ha toilet jana ki dua her kam mah bismillah sobah wa sham ki dua pareen or sath mah madina ki ajwa khajoor khae hadees ha jo shaks ajwa kajoor k sath dana sobah k waquat khaleta ha ishe zehar or jado ki waja se kohi nooksan nahi poucha ga is liya roz ajwa khajoor kahe

no 4 Amil ko hire kareen monthly basis per jo real ho or bara Aamil ho or agar Amil ka sath wo kamil be ho to achi bath ha
ahsa Amil hire kareen jo jado ko jald kateen main jado sirf 5 ganta main kaat deta ho mare itni speed ha Allah pak na mujha itni taquat de ha is liya kohi bara Aamil hire kareen q k agar jado victum per khod jinn kar raha ha to Aamil k under itni ability honi chaheya ka wo ya to jinn ko bagahe ya phir us jinn ko kill kareen or Ahsa amil hire kareen jo monthly basis per kam pasa lay ka victum ko be pasa deta howa kohi mosebat na laga or Amil ko be kohi atraz na ho



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





23 comments:

Anonymous said...

assalam-walikum bhai jan mera name ADIL PERWEZ hai
mai india me rehta hu,kuch dino se mai bahut pareshan hu,mujha bahut bechaini rehti hai,dil zor-zor se darakta hai,lagatar mujha 5 mahino se erection hota a raha hai,sir mai bahut durd rehta hai,jism me sihran bhi mahsus hota hai.1 raat mai bahut dar gaya tha jab maine payal ki aawaz sune,us din aisa laga tha k koi mujh per sawar ho gaya hai,ye kya tha or kyu huwa
mera madat kijiya, mere ma ka nam hai mossart jhan, dob 17 june 1992 india (jharkhand)town: giridih E-MIAL :Perwezadil2@gmail.com

dania said...

Assalam o Alaikum

Jee main nay aap ki blog post dekhi thee aur uss kay parhnay kay baad main aap ko likh rahi hoon. Aamil Sahab, mujhay ek do aamiloN nay bataya hai kah meray uppar kisi nay bandish karwai hai aur meray kaam nahi hotay aur hotay hotay ruk jatay hain aur iski wajah bandish hai.. unho nay jo mujhay bandish ka torr bataya hai uss par main mutmaeen nahi hoon..main nay internet par bhi kaafi research ki hai..

unho nay bataya kah woh jaanwar ki haddi ko dafna daingay aur kuch amal karnay kay baad jab woh haddiyaan melt hojayaingi tou jaadoo ka asar toot jai ga.. Amel sahab barai mehrbani mujhay sahi tareeqa samjhaa dejiyah ya koi dua hi bata dejiyah jis se parhnay se meray uppar agar koi bandish hai tou khatam hojai.. aur kya yeh tareeqa torr theek hai ya nahi yeh bhi waziha farma dejiyah...main aap ko bohat duain doongi agar aap meray iss sawal ka jawab de daingay tou..

Shukriya

quratulain said...

mere husband ne muje sirf use kya age barhne k lia aj wo ek achi jaga saudia main job krte han per mera koi hak ada ni krte nah muj se baat kr han na mera kharcha uthate han main khod job kr k apna pora krti hon mere na to maa bap ha na koi behan bahi ha muje mere bohri dadi ne pala hai main ek parhi likhi larki ho or hr lehas se maine apne husband ka humesha sath dia donia ko on ki family k bare main kuch ni baataya on ki ezat rakhi main to phale hi ek bemar insan hon mere kidney failed han or meri popo ne muje kidney di thi tabi main ek normal life ghozar rahi hon aj pr mere husband ko jo pale muje se mohabat thi shadi k bad allah ne hume bacha dia per in ami ne shor kr kr k mera bacha zia kra dia or us k bad se mere husband mujse dor hi hote chale gai or ab to on ko muj main koi interest ni balke apni maa bahne hi nazar ati han kya husband pr biwi k koi hakok ni hote main ya jana chati ho k meri married life kis tarha thek hogi jab k in ami ne muje apne ghr main b ni rakha howa main apni dadi k ghr wohi life ghazar rahi hon jo pahle ghozarti thi pliz help me main bohat quran ki telawat kr hon namaz b parti hon allah se sabar mangti hon pr ese kese zindagi ghuzare gi na meri olad hone dete han ya log na mere shohar ko mera ahsas ha or kala jadoo krne main in ki ami mahir ha pliz meri help krn main apne mazhab apne allah ko johkta howa ni dekh sakti in ki mother ko itna confidence ha apne shetani amliat pr k mere samne quran or allah ka mazak urati han or mere husband ko kahti han k ya quran parh parh k hum per jado krti ha ap mera zaicha nikal k khod dekh le k main kesi ho or mere sath ya log kya kr rahe han muslim hone k waja se ap mere masle ko samj sakhte han main kisi se kuch ni kah sakhti meri ezat bach jai pliz mera ghr totne se bach jai MAIN OR MERE HUSBAND HUM DONO HI MUSLIM HAN or apni maa k bare main wo kuch ni sunte pr muje apna ghr bachana ha pliz muje reply zaror kria ga ap mere lia allah ka dia howa wasila ha pliz help me


Allahafiz

Anonymous said...

Aslam-o-alaikum,

Sir, main ne ap ki rehnmai thori se read ki he, sir main ap ka qeemti time waist nai krna chata ,


sir mari bevi ky satah koi masla he, bohat elaj bhi krwa chuka hon, dam bhi laken kuch faraq nai par ab yah tak he ko nmaz bhi nai par sakti please is ka koi hall btaian , is ka elaj kr dain ya koi rasta btaian, allah talah ap ko or ziada naiki krney ki hidyat atta farmain, ap ko ap k bachon ko allah apni rehmat me jaga day,, (AMIN)


Sir Main ap ki jaweb ka wait kron ga,


agr allah ne mary liy ap k hath se shifa rakhi he to zroor jawab ay ga,



allah hafiz

Farah said...

Janab Amel Soname Sb

Alim sahab me ny aapki post dekhi jo k mujhy khilaaf e shuraa nahi lagy , aur aapki her baat Quraan k hawaaly se hy ,
Aalim sb mujhy kuch sawaalat poochny hen kuch preshanyaan hen buhat saari , un k liye bhe poochna thaa,
tu ager ap munasib sumjhy to aapko call ki jaaye,
barahy meherbaani aap reply zaroor dijea gaa,

JazakAllah

Farah

Anonymous said...

Assalamoalaikum amel sahab muje apke bare mein jaan ker bhud khushi hovi apse contact Pe kub baat ho sakti hein plz i need ur help apke jawab ka intazar rahe ga. Plz duaon mein yad rakye ga.

Mohameed Rafique said...

Salamu-Alikum Sir,

Mera Naam : Mohameed Rafique Banderkar hai , Mere umr 27 years hai. May india ka rehne wala ho. Meray abbu ka june 2009 may acchanak intekal ho gaye thay. Aur khandan k sabhi logo ka rawaya hum se accha nahi hai.
Sir mujhe asia lagata hai mujh par / ya mere family pe koi bandish ya jaddo ka assar hai. Kya aap kuch hisab kitab nikal k mujhe please bata saktay hai k mujhe ya mere family ko koi problem hai ya nahi.
Mere agaly mahinay shaadi bhi hai. Par mujhe kuch mardana kamzore bhi lag rahi hai. Doctors ko batay to wo bolay sab normal lag rah hi. Aur mere mangayter (Nasima) ko bhi kise ne jadoo kar deya tha. Jis ki kaat hum ne karwadi hai

Nizamuddin said...

Assalam alaikum Amel sahab


Mai Nizamuddin ( india ) Hyderabad


Abhi saudi Arabia mai hoon ( Dammam )

Amel sahab mera masla yeh hai ke

Alhamdulillah

1. Mai 5 waqt ki namaz ba'jamaat padhta hoon aur baad namaz Zikr bhi karta hoon
2. fajr aur raat 11 baje quran e kareem padhta hoon
3. durood e pak ki kasrat karta hoon 313 ya 500 dafa mai durood padhta hoon
4. Aur Alhamdullillah meri Rozgari Halal ki hai

Allah ka Shukr hai


Amel sahab

mujhe ek saal pehle mere ghandan ke log jaadu karvaya tha phir maine ilaaj karvaya phir 6 month tak kuch nahi hua phir kabhi kabhi jaadu ka asar hote rahta to mera masla yeh hai ke mujhe :Houl ghabrahat haat pair dhile padhjana aisa mahsoos hota ke kab kya hojata to aap is masle ko jald reply kijiye meherbaani Allah aapko dunia aur aakhrat mai kamyaabi de

Shukriya

Assalam alaikum

behen said...

aslamoalikum soname bhai main aik behan pakistan say hoon
mujhay aik mamlay main aap ki maded ALLAH kay lay cahiay plz meri mother ki tabiat buhat kahrab hai unka rang black hota ja raha hai
aur woh buhat ajeeb ajeeb baatain kertain hain aur woh hum sab say b dor hoti ja rahi hai hain jaisay k main mar jaon gi koi khwab main aa k unko darata hai woh cheekti b hain main ALHAMDULILLLAH NMAZ PERHTI HON AUR UNKO DUM B KERTI HON moazteen perh ker lakin aap khuch bata dain k kia masla hai unko woh musasal bister per hain
doctors nay batia hai k un ki reeh ki hadi k 2 aur 3 jore k dermian aik phora hai jo ho sakta hai tb ka b ho ALLAH na keray lakin woh sure nhi koi medicine aser nhi ker rahi plz aap hi maderd ker dain main nay aap ki web site dekh ker aap say cotact kia hai kyun k aapp quran say ilaj kertay ho bus yahi baat pay itbar kia hai main nay hopefully aap zaror help kerian gian inshALLAh aapki aager koi demand hain to b bata dain ALLAH keray hum poori ker sakain lakin plz meri ami theek ho jain ALAH aapka bhala keray ameen

dua go aik behan

sania said...

AOA my name is sania .i have some problems .i and my husband bemaar rahty hain.main bohat preshan hon kuch samaj nahi ata kia karoon.mary husband ka naam raza ha or us ki mother ka naam MUSHTRA ha.mary do bachy hain aik bata aik bati kabi koi bemaar kabi koi main service karti hon hum dono bohat mahnat karty hain kuch saving nahi hoti.main ny kaly jadoo k mutalik web side kholi thi wahan sy ap ka web mila plz agr ap kuch knolege rakhty hain to tell me im very worried about it .thanks u so much im thankfull 2 u all life waiting answer plz soon reply me

ali said...

salam,
Mere Abbu aksar koi pareshani ke wajah se kaam par nahi jate ya gaye bhi toh unka dil kaam mein nahi lagta ..hum kafi saalo se pareshan hai kafi illaj karwaya par koi asar nahi ya kuch dino tak thik chalta hai fir sub waisa ka waisa ho jata hai,woh namaz par bhi kayam nahi hai aur kafi maulvi kehte hai ki unpar bandish hai par koi madad nahi karta us bandish ko jad se mitane mein ...Agar aap koi illaj bataye ya koi asardar wazifa jo main aur mere ammi ghar mein padh sake is rozgar ki pareshani ko duur karne ke liye toh Allah ke baad aapke kaafi shukra guzar honge aur har dua mein aapka zikr karenge ke Allah aap ko aapke kaamo mein khub kamyabi dey aur har zarurat mand ki madad ka zariya bane aur Allah aap ko Dinni aur Duniyai kamyabi aur tarraki hasil kare ..Ameen
Allah Hafiz

aisha said...

Assalmo Allaikum. Mai or mera khandan pichle 50 sallo se jadoo ki grift me hai. Jis ki waja se bohat pereshanio me mubtala hai. Hum sab namaz k paband he. Kia aap humari is silsile me madad kr sukte hai Allah se ajar ki khatar- Aap ki email address ap ki web site se liya- Allah Hafiz.

makrani said...

janab amel sahab assalamalekum amel sahab meri paresaani yeh hai ke hamere ristedar aur padosi hamse aur hamere parivaar se ranjish aur jalan rakhte hai aur is liye un logo ne hame paresaan karne ke liye jadu tona aur totka karbane suru kar diya hai taaki ham yehan se bhag jay un logo ne hamai lagta hai ke hamari ek bahan hai jiski saadi honi hai uske liyekoi bhi rista nahi aa raha hai aur agar aata bhi hai to bo kisi na kisi bat se mana kar dete hai aur khabar aati hai per ristedar nahi aate isse paresaan hai aur hamari dukaan per bhi jadu tona karba rahe hai ham chate hi ke aap hame aisa koi amal batai jisse hamere upar kisi bhi tarah ke jadu ka asar na ho

Anonymous said...

as salam o aailaqom
agar rozi may rukawat ho. kisi kam may sitting na ho rahai ho. karabor may kamyabi na mil rahai ho tu us kay leyai kiya keya jayai?

may hamesha rozi kay leyai paraishan rehta hon. jo bhe business karta hon us may kamyabi nahai mel pati. agar job karta hon tu job say satisfy nahai hota hon. may jobs bhe bohat tara ki kar li. business bhe kiya laikain kamyabi nahai meli. aab khuch bhe nahai kar raha. farigh hon may.

meharbani kar kay khuch batayain?

kamran said...

salam mei kamran hun , mujh per jado hai or bohat se jaga per gaya hun elaj ke liye mager koi faida nai mujha ap ka kise ney bataya tha
please kuch karain mairay liye
meharbani
wssalam

Anonymous said...

Janab amel sahib aslaamalaikum aapki website sai ilm huaa vakai abhee duniyaa iman daaron or naik aalimo sai bharee hai .amel sahib mai aap sai. Apna tarruf karata hu mera naam quazi muslim university mai urdu kai professor rhai hai or hum log bhee alighar sai vaasta hai amel sahib merai father is time duniyaa ka badai adeeb hain jo zinda hain unhonai kabhee in baton pai yakeen nahee kiya unkai kai novel aapkai pakistan mai bhee bhoth pasand kiyai jaatai hai khair manai yai aapko islyai baatayaa kai parvarish ka asar kafee dimagh per hotaa hai to hum nai bhee nahee socha asal mai merai father jagirdaar khaandaan sai rhai is lyai unki pehli shadi kum umri mai ek doosrai jagirdaar khandaan mai ho gayee yai alighar aagayai or phd karnai lagai vaheen meri maa phd kar rahee thee. Or marai father nai un sai shadee karlee or hum do bhai paida huai merai badai bhai humara step brother hai or step sister hai amel sahib humnai jab sai hosh sambhala to dekhaa apni maa ko bilkul paglo ki harkat kartai dekhaa papa apnai seminars or confrences mai lagai rhai or hum log gundgardi mai lag gayai par nahee payai. Or merai bhai ko life imprisonment ho gayee. 97 sAi jail mai hain achaa mai jab machore huaa tab mainai ilaaj karaya to doctors to kuch bataa nahee paayai achaa alim sahib humare jo step sister ki apnai shohar sai laraaee huee to unkai shohar nai batayaa kai tum inko himayat mai aayai ho yai mujh sai kehti hai kai dekhlo

shahid said...

Assalam-o-Allekum,

Aap ka blog dekha paheli bar. Aaj tak maine aisa maloomati blog nahein
dekha. Allah talah aap ko iska ajar atta kare. Bhai, main U.S.A. main
mokeem hoon. Kafi arse se main mali mushkelat aur karaz main mubtela
hoon. Meri mulazamat bhi khatam hogayee hai. Karobar main bhi nuksan
hoa. Mujhe aap ki rah-e-nomai chayeh. Aap ki meharbani hogi ke mujhe
aap apni dua main shamil karlen. Koi aamal batain ke meri mushkilat
khatam hojai. Namaz partha hoon, cigarette ke aelawa koi buri aadat
naheen.

Tanweer said...

Assalamualikum!

Mohtarm Amil Sb

Ap ka bayaan kala jadoo aur us ka Quran sae toor internet par parha ,janab-e- Ali jo naqash es par bna howa ha us ko kays estmal karna ha mae nae apna new ghar banya ha waha pr kisi nae koi cheez daba rakhi ha mujhy pura shak ha laki es ka mutalik bh batae kia kiea jae

--
Tanweer

mesnu said...

asalamoalikum . Bohat pareshan hun . Studies mai bohat acha tha pehle ab dimag nai lagta focus nai ka pata kuch yad nai hota fail hota hun . Sota hun to achanak ankh khul jati hai phir uthne ki koshish karta hun to utha nai jata pora jisam perssure mai hota hai kuch ajeeb si awaz sunai b daiti hain . Her kam ulta hota hai ab mera zindage berbad hogae khas tor per meri studies mai bohat nuksan hota hai mind studies mai nai lagta help me plz

Anonymous said...

asslamu alikum:
hru hazrat, 2day i read an artical about Jaduu and its signs, i m suffering in a disease since last 7 years, its very rare disease, ic ma peeshab hr 15 min ka bad aata ha or agr ma medicin na lu to
water deficiny sa life end b ho sakti ha, 2nd muja sur ma left side pa aksar pain rahti ha, ma kafi logon sa consult kar chuka hu bt koi benifit nai huwa, plz give me solution

Anonymous said...

As salam walaikum. Mujhe plz apna contact number dije! Mujhe bohat bade Aamil ki zaroorat hai. Mujh purr jadoo kiya hai meri shaadi break karr ne k liye. Plz meri help kije. I need an Aamil badly otherwise meri shadi tutt jai gi!

Anonymous said...

Agar ap waqai ilaj kar sakte ho to me 20 saal se latoo ke tarah ghoom ghoom ke thak gia hun mera be elaj karo. or apna pata bata den. shukria. mera email he Fida.nag123@gmail.com or mobile no. 03215070637

Anonymous said...

Asalam alaikum amel saha plzz plzz meri madad krain apny jitny Shetan jinaton k bary main likha hy meri sath on main sy kafi sari chizain hain jo mujhy preshan krti hain. Apny jo net pr upload kia hoa hy dam kaly jadu k kat jalali mowakil k zara main vo bhi sun rahi hoon koch faida tw hy pr roz new chizain bheja hy main bohat ziada preshan ho choki hoon plzz meri madad krain ye meri id hy sagittarius.isfire@yahoo.com plzz mujhy reply lijye apki bohat meharbani hogi plzzz meri madad krain.

Popular Posts